Main Hun Goriya Ek Chhoti Si Chidiya main aapke gharon Mein ghosla Bana kar Rahana Pasand
Karti hun Mere
bare mein aisa Kaha jata hai Ki Main Jis ghar mein Aati hun chahti hun vahan Hamesha Khushiyan
Aati Hain
Kabhi Na Kabhi Har Kisi Ke man mein yah Khyal aata hai Kash mere bhi Pankh Hote To Main bhi
apna ichcha
se Kahin udh sakta tha Khule Aasman mein Main Dur Tak sher kar sakta per Ham pakshiyon ki
Jindagi bhi
Itni Aasan Nahin Hoti Hai jitne ki Dikhai Deti Hai Ham Ko Bhi Apne Dana Pani Ki Khoj Mein Dur
Tak batana
padta hai Kai bar to bhukh Pyas Hamari Jaan Tak Chali Jaati Hai Itna hi nahin Upar aasman Mein
chil Baj jaise
bade pakshiyon ka Khatra to niche Jameen Mein kutte Billi aur Shikari janvaron ka Khatra per
paristhitiyan
Chahe Jaisi bhi hun Ham kabhi bhi Har Nahin mante aur Hamesha Jindagi chai Chhoti ho ya
Badi Ho Jhoom
Kar jite hain aur Yahi Sandesh Dena Chahte Hain.